RSS Feed

Daily Archives: April 22, 2013

shamim zulf e yaar by sikandar ali wajid

great poem

Urdu Shayari

Shamim-e-zulf-e-yar aaye
na aaye
mere dil ko qarar aaye na
aaye
abhi aaya hai hosh yad-e-
janan
na tadapa, bar-bar aaye
na aaye
chirag-e-zindagani bujh
raha hai
wo jan-e-intazar aaye na
aaye
kiya jo tum ne apne dil se
pucho
hamara aitabar aaye na
aaye
nigah-e-ahal-e-gulshan kah
rahi hai
khizan jaye bahar aaye na
aaye
badhega karavan manzil-
ba-manzil
gubar-e-rahguzar aaye na
aaye

View original post

%d bloggers like this: